Friday 19 November 2010

Maazi

मेरे माजी मुझे आवाज़ ना दे
खुश्क आखों से अब अश्क नहीं बहते
चलते जा रहे हैं आवारा मौजो के मानिंद
गुमनामी में ज़िन्दगी बसर करते करते

महसूस करते थे कभी तुझसे जुदा होने का ग़म
मगर उसे भूले हुए बरसो गुज़र गए
जितनी ख्वाहिशे थी उन्हें दफना चुके है हम
अब नए हसरतों की तमन्ना नहीं रखते

महफिलों में जब भी तेरा ज़िक्र आता हैं
भीड़ में हम खुद को तन्हा पाते हैं
बदबख्त दिल से यही आह निकलती हैं
बहुत देर कर दी मेहरबान आते आते

4 comments:

  1. ye dard mit gaya to phir...?
    ye zakhm sil gaya to phir...?
    bichar ke sochta hon main
    wo phir se mil gaya to phir...?
    main titliyon ke shehr main rahon to mujh ko fikar hai
    ......woh phool jo khila nahi
    woh phool khil gaya to phir...?
    tumhen bhi kuch nahi mila mujhe bhi kuch nahi mila
    tamam umar ke liya
    ya dard mil gaya to phir...?
    main isliye to aj tak sawal bhi na kar saka
    agar mere sawal ka jawab mil gaya to phir...?
    ye theek hai ke loot kar mere he dil main aaoge
    magar ye soch lo zara
    badal ye dil gaya to phir...?

    ReplyDelete
  2. '''unse kehna ki maze me hum
    bas zara yaaden satati he''
    uski doori ka gam nahi
    bas zara aankhe bheeg jati he''
    usko bas itna bata dena
    ...''ki itna aasan nahi he use bhool jana
    uski yaaden bhi uske jesi he
    ki unko aata he bas rula dena''

    ReplyDelete
  3. Bikhar rahi hai meri zaat usay kehna
    Kabhi milay to yehi baat Usay kehna

    Wo sath tha to zamana tha hamsafar mera
    Magar ab koi nahi meray sath usay kehna
    ...
    Usay kehna k bin us kay din nahi kat-ta
    Sisik sisik k kati hai raat usay kehna

    Usay pukaron k khud hi pohanch jaon us k pass
    Nahi rahay wo halaat usay kehna...........

    ReplyDelete
  4. Hey there aaeenah information or the article which u had posted was simply superb and to say one thing that this was one of the best information which I had seen so far, thanks for the information #BGLAMHAIRSTUDIO

    ReplyDelete